۔ ( اے حبیب! ) بیشک جو لوگ آپ سے بیعت کرتے ہیں وہ اللہ ہی سے بیعت کرتے ہیں ، ان کے ہاتھوں پر ( آپ کے ہاتھ کی صورت میں ) اللہ کا ہاتھ ہے ۔ پھر جس شخص نے بیعت کو توڑا تو اس کے توڑنے کا وبال اس کی اپنی جان پر ہوگا اور جس نے ( اس ) بات کو پورا کیا جس ( کے پورا کرنے ) پر اس نے اللہ سے عہد کیا تھا تو وہ عنقریب اسے بہت بڑا اجر عطا فرمائے گا
Shajra e Quadriya
"Huzoor e Poor Noor Sayyadul Aalameen Hazrat Muhammad Mustafa (Salla Allahu 'alayh wasalam)" tak wasila hai.
Sualeheen ka zikr baaise nuzule rahmat hai.
Naam ba naam apne buzurgo ko isaal-e-sawaab pouchana unki bargah se baaise nazar-e-inayat hai.
jab shajara padne wala aukat-e-musibat me unka naam lega wo iski dastgiri karenge.
lihaza har murid-e- saadiq ko apna shajra-e-mubarka rozana bad namaz-e-fajar tilawat kare'ya kisi bhi waqt padna chahye aur us ke fazail wa barkat haasil kare.
HIDAYAT: sahjra-e- mubarka kabro me rakhne se tilawat karna behtar hai.